Meri Garibi Aur Mera Sachha Pyar – Shiv Patel

Hi friends mai apko apni story sunane ja rha hu aur ye ap par chhodta hu ki ap ese true smjhe ya galat.
Mera nam shiv pate hai aur mai, raipur(c.g) ka rhane wala hu, mai ek mediam faimly se belong karta hu, hamara pariwar kheti badi me gujarta h aur m apni faimlly ki help karta hu khali dino me , matlb jab mere college ki chhutiya hoti hai,,,
mai hamare college ka sabse tailented student hu aur sabhi ladkia meri tarif karati hai para mai ladkio me jada dhayan nahi deta ,,, kyoki mai janta hu hamari faimly ki majburi kis tarah hamare ghar wale mujhe padha likha rahe hai es liye mai koi nasha nahi karta aur nahi koi ganda kaam karta hu jisase hamare ghar walo ko koi paresnai ho.
Hamare college me sabhi ladkia mujhase baat karne ko marti hai kyoki hamare college me mai tailented ladka hu,
sabhi ki help karta hu ,,, meri kisi se koi dusmani nhi hai par ladke mujhase jalate hai kyoki sabhi ladkia mujhase baat karti hai,,, hamare pados ki gao ki ek ladki hai naam hai pari jaisa naam waisa kaam ek daam pari hai usake jaisa sayad hi es duniya me koi hoga ek daam aapsara ,,,, aur mai puri ladkio ko chalenge de sakta hu ki koi usase behatar ho hi nahi sakti ,,,, bahut achhi hai sabki help karti hai ,,,, wo mujhe bahut pahale se like karti thi par mujhe pata nahi tha ki wo mujh par pagalo ki tarah marti hai,,,
wahi hamare college me ek ladki hai riya sabhi usake diwane hai kyoki wo bade ghar ki hai aur hamesa kapade bahut unche unche pahan kar aati thi,,,, sare ladke usake pichhe diwane the,,,,
kyoki sabhi ladke ladkia meri tarif karti thi esaliye hamesa meri burayi karti thi teacher se bhi aur apne dosto se bhi,,,,, aur hamesa mujhe nicha dikhane ki koshish karti thi fir v mai usaka bura nahi manta tha kyoki mai kisi se koi dusmani nahi rakhana chahta tha.riya ka ek boyfriend tha jo bas usake paiso k liye usase pyar karta tha,,,
ek din hamara college picknic par gya sabhi ladke ladkia gye the ,, usame riya v thi aur pari bhi,,, ham log highway se hokar ja rahe the tabhi riya ek bike se takara gyi aur usaka bahut khun nikal gaya,,
use hospital me admitt karaya ham logo ne ,kyoki bahut khun nikal gaya tha esliye khun ki jarurat padi to maine use khun diya,,,,,, par ye baat kisi ko nahi btane ki promis li sabhi dosto se,,,,,
jab usaki tabiyat thik huyi tab agale din haam bich par tairane gaye ,,, wahi kinare par riya ka pair fisal gya aur wo pani me ja giri koi help karne ke liye nahi aaraha tha, maine pani me chhalang lagayi aur uski jaan bachayi jaab usko hosh aaya ,,,to ham sab aapne aapane kamare me chale gaye,,, monu (riya ka b.f) ne bhadakaya mere bare me ki maine riya ko pani me dhhakka diya tha aur monu ne usaki jaan bachayi…. Agale din jaab hamara pura group cricket khel raha tha to bich me riya aayi aur pure ladke ladkiyo ke samane mujhe thappat mara aur mujhe bahut bhala bura kaha,,, mai sir niche karke sunata raha , usane mujhe chhote logo ki chhoti soch…. Gira hua ensaan na jane bahut kuchh kaha,, aur kaha aagar shiv raha group me to mai nahi rahungi….. Mai bola ki mere chalate aap kyo jaaogi mai khud chala jata hu kaha aur chala gya,,
mai hamare ghar aa gya aur 1 hafate tak college nahi gya, udhar riya ko sab pta chal gya tha ki monu kaisa hai wo pure college me roti ki ye maine kya kar diya aur mujhase milane ka intajar kar rahi thi,
mai gya to riya se dur dur rahane laga kyoki mai nhi chahta tha ki aab aur meri badanami ho,,wo jab v samne aati hai waha se nikal jata,
wo baat karana chahti par mai waha nhi rukta tha,
28 jan. ko hamare college me anual function hua,sabhi ladke ladkia hamare class me baithi thi tabhi riya aayi aur sabke samane mujhe kiss kiya aur shiv i love you boli, maine kuch jawab nahi diya,wo rone lagi boli bolo na shiv ki tum v pyar karte ho plz shiv plz,,
mai waha se chala aaya,
usake aagale din jab mai raste se aapne room jaa raha tha tab mujhe pari mili,,,
aur boli hii shiv,
mai-hii,
pari-kaise ho?
M-upset hu.
Pari-kyo?
M-riya ki kal ki harkat k liye.
Pari-kya bhi use pyar karte ho?
M-nhi,
pari-to kisase krte ho?m-kisi se nhi,
pari-i love you shiv mai tumahare bina mar jaungi,,,
mai riya ki tarah nahi hu mai tumahe hamesa khush rakhungi,kabhi sikayat ka mauka nahi dungi,tum jo chahe mere sath kar sakte ho.,
mai v pari ko pasand karta hu par kabhi sapane me v nahi socha tha ki etani hasin ladki mujhe prapoj karegi,,,
usane mujhe gal par kiss diya aur ek red roj diya,,,
esase pahale v mujhe kai ladkia prapoj kar chuki hai par mai un ladko ki tarah nhi hu jo pyaar me dhokha dete h,
to dosto aapke hisab se mujhe riya ka love accept karna chahiye ya pari ka?
Ek tarf paisa h jisase meri life ban jayegi ek tarf pari ka pyar jo kismat walo ko nasib hoti hai..?plz help me,,,
mujhe aisi ladki ki talash hai jo pyar me kabhi dhokha nade usake liye mai riya aur pari ko kuchh nahi samjhta,,agar koi ho to btao plz any girl ,, you contact me on facebook id shivpatelraipur@gmail.com ya esi email address par,,
mujhe sachhe pyar ki talash hai. M apka wait kr rha hu.(shiv
Couple-Walking-Together-Wallpaper

Post a Comment